Kashmiri Saffron | Zafran

Khalis Kashmiri saffron – taiz khushboo, gehra rang aur sehatmand faide.

Category:

Kashmiri Saffron ky khasoosiyat:

Kashmiri saffron apni gehri laal rangat, taiz khushboo, aur zabardast zaiqay ki wajah se duniya bhar mein mashhoor hai. Yeh Kashmir ke buland pahaari wadiyon mein fitri taur par ugaya jata hai, haath se tola jata hai aur 100% khalis hota hai, bina kisi chemical ke. Iski behtareen quality isay khaas banati hai jo khanay aur dawaayi maqsad ke liye istemal hota hai.

Kashmiri Saffron ke faide:

  • Mood ko behtareen banata hai aur stress kam karta hai

  • Skin ke liye antioxidants se bharpur

  • Immunity aur hazme ko barhata hai

  • Aankhon ki sehat aur yaad dasht behtar karta hai

  • Wazan kam karne aur detox mein madadgar

Istemal ka tareeqa:

  • Thodi si strands garam doodh ya pani mein bhigo kar use karein

  • Meethaiyon, biryani, aur mashroobaat mein rang aur khushboo ke liye dalein

  • Skin care routine mein khoobsurti ke liye bhi istemal karein

Humari khidmat ky faide:

  • Seedha Kashmir ke behtareen kheton se

  • 100% khalis, haath se chuna gaya aur chemical-free

  • Aroma, rang aur taqat ko mehfooz rakhne ke liye acha pack kiya gaya

Reviews

There are no reviews yet.

Be the first to review “Kashmiri Saffron | Zafran”

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top